bhai iss field mein jitna zyada aap kaam karte hain utna zyada aapko iss field ke baare mein pata chata jayega forex trading mein paisa kamana hai toh aapko iss field mein usko dekh sun ke karna zarori hota hai warna iss field mein sab chala jayega aapka bhai yaad rahe.