forex trading main har ko kamyab hona chahta hai mostly with keya chahate hain ka kamyab ho jaye lekin aisa hota nai hy or na kabo ho ga.jab tak hardwork nahi karo gaya forex ka work ko achi tara samjo gaya practice ko apni adat bano jitne zayda practice karo gaya otna zayda knowledge gain karo jitna es ka regarding knowdlege gain karo gaya otna he apna fida hai oe otnay he achy way main trading ka pao gaya.