Practice insan ko bohat perfect bana deti hai is liye hard working ko apni daily working routine main add kar lein aor daily work karen koi bhi day miss na karen agar ap ney achi earning karni hai to apko hard work karna hoga phir he ap is main kamyab ho saktay hein.