Mein trading me 2 se 3% ke risk par trade karti hu.Ye sach hai ki trading me aap jitna jyada risk lenge utna jyada profit le sakte hai par kabhi kabhi jyada kmane k chakkar me aap jyada risk le lete hai or jisse aapko jyada loss ka samna karna pad sakta hai.Or isliye acha hai ki aap utna hi risk le jita loss aap bardast kar sakte hai.