dear trader sab k sab apnay apnay rule bna lain aur phr us pay amal krain jab bhi ap trades krain ap money managment ko lazmi follow krain aur apnay rsik aur reward ko bhi nazr main rakhain aur aik rule yeh bhi bnaiin k es rule ko kabhi bhi na torain es main apki kamyabi hay ..............