Disipline ik kamyaab trading ki chabiii hy lakin ye bht muskill hy is k liye hamain parhna r tajurba krna lazmiii hna chahye hy r business ko demond hotiii hy k is ka member dicipline ikhtyaar kry r nazmo zabat ky liye tezy sy qabil ho jaye hamain dicipline k bry ma parhna chahye r khass tor pr trading k liye mansoba bandiii r zaida sy zaida paisy hna lazmiii ha bgair discipline ky ham zaida nuksan utha sakty hain lakin hamain munafa nahiii ho ga