Ji dear bilkul aap profit main ho aap is tarah sirf buy kar ke profit kama sakty hain lekin yeh koi proper way nahi hai aapko pehly learning karni chahiye forex main aur bhi bahut sy important factors hoty hain keh stop loss kahan py lagana hai tp kahan py laga na hai wagira