Yes bro aap sirf buy kar ke foran close kar sakty hain is tarah Jo aap bar bar karien gy usko scalping kehty hain is main hum bar bar trade ko open kar ke jaldi jaldi close kar dety hain aur aap filhal aap profit main hain agar aap isi tarah continued rahien tu aap bahut jaldi kamyab trader ban jaien gy