han aisa kagha ja sakta hi kyuki shaadi k baad hmara time bhi bat jata hi aur hum trading pe utna dhyan nahi de pate jitna ki hum bina shadi k dete the to agar aap bhi aisi duvidha me hai to mai ye salagh dung aki utna hi kaam kijiye trading me jitna ki aap use time de paye usse jyada na hi kare to acha hai