technical to sahi hai par sath sath thoda sa knowledge agar aap fundamental ka bhi le lenge to aapko profit kamane me problem nahi aayega iska karan hai ki kai baar fundamental ke karan technical kharab hota hai aur uske karan loss ho jata hai agar aap fundamental ka knowledge rakhenge to aapko nuksaan nahi jhelna padega.