market main feaar ka to sab se ziyada amal dakhal ha es ki waja se app kofi loss bhi kar jatey ho jab app sahi time par trade open nahe kar saktey to us ka karan bhi yahi fear hota ha or jab fear ki waja se koi trade open nahi karte or woh loss main jata ha to ye app ko loss se bhi bachata ha fear ka to her jaga par amal dakhal ha es main