bhai mein toh yeh kahunga ki jab aapka loss ho rha hai toh aapko lagega ki yeh sabse bakwaas time tha trading karne ke liye magar aisa nahi hota hai aksar trader galti kar deta hai iss field mein aur loss hone chalu ho jata hai usko iss field mein paisa kamana hai toh soch ke kaam karein ismein.