bhai jaan jaha tak mein janta ho humein jab bhi trad karni ho to humein trad lagany sy pehly humein news chek karni karni agar to us peir ki news ho jis par apny trad karni ho to phir us par trad nahein karni chaiy or humein news ka weit karna chaiye us k bad trad karni chaiye ta keh ap nuqssan sy bach saky .