dear trader greed say say zayda khatarnak hay aur eski wja say mujy kafi nuksan ho chuka hay aur main nay es say kafi nukasan kia hay kun meri kafi trades jo profit main chal rhi hoti hain main es wja say clso ker deta hun k ab aur bi meri favour main jaiy gi wo trades mera sl hit ker jati hain........