Main to abhi Forex trading me nuksan se jyada profit karne laga hu, mera hare mahine ka jo result hota hai usme muje jyadatar profit hi dekhne ko milta hai. Suruaat me main jab Forex me naya tha tab maine bahut nuksan kiya tha par ab muje profit jyada hota hai.