Kab tak Forex trading karna chahta hun Uske Abhi Mujh Ko confirm nahi hai Kyuki main learning kar raha hoon Agar mere paas achi information on learning Hogi toh main forex market Mein achi earning karna start kar dunga. Aur phir Forex trading ko Kabhi Nahi chorunga.
well yeh to depend karta hai ke forex trading ko hum kab tak karna chahye gain. main to tab tak trading karun ge jub tak mujhe yahan se acha profit mita rahy ga. kyun ke jub acha profit mil raha hai to koi or work karne ka kia faida.