Normally yemere trade ke upar nirvar karta hay. main 3/4 din weekly me trading karta hoo or aagar aaysa hota hay ke mere trade open rehgaya hay or running reh gaya tab main khatam hone tak intejaar karta hoo. kabhi kabhi pura panch din he lag jate hay or kabhi kabhi 2 ya 3 din mehi khatam hoo jata hay. ye situation ke upar nirvar karta hay.