mujhko Forex trading karna isliye pasand hai kyunki trading karne se aapko accha profit bahut jaldi Mil jata hai aur aapko jyada mehnat nahin karna parti aur kahin Jana bhi nahin parta aur agar aap Koi aur kaam karoge to us mein aap ko kisi Na kisi jagah Jana bhi pade ga aur vahan baith kar kam bhi karna pade ga tab ja kar aapko acchi earning hogi lekin Forex mein aisa bilkul nahin hai Forex mein humko ghar baith kar acchi earning mil jaati hai aur jyada mehnat bi karna nahin padati kyunki Forex information ke sath ki jaaye to bahut aasan hai aur Forex main aapko jyada investment bhi nahin karna Patti aap small investment se kam karke achcha munafa banaa sakte ho isliye Forex ko main bahut ziada pasand karta hun