main karib 5years ho gaye forex kar raha hun.. aur bahut kuch sikhne ko mila hain. main 5 sall main jo bhi sikha hunn ..usse iste mall kam kia karta tha .. lekin forum main join karne ke baad .. sahi bataun to .. ab main un sab ko use karna chahta hunn.balki use karna chalu kar chuka .hun. iskeliye.. forum ke members ..ko bahuit bahut dhanyabad. ki ohh meri ankhen khol die. aur main abhi asal main 5years ka asli experiance use karke kama raha haun.