forex jitna lagta hai utna hai nahe asan kio k yaha par kafi log problem mai aty hain actually starting mai tou wo yahe sochty hain k is field sai wo kafi kuch earn kar lain gay magar bhut kam trader he agy a sakty hain bas humy khud par confidence hona chayay then he hum better kar sakty hain yaha par jitna hum is field mai samjh kar kam kary gay utna he acaha hai...