EURO/USD and GBP/USD ya mary man pasand pare hain koi k forex main ager ap kam time main earn kerna chaty ho to ap ko is main asy pare ko use kerna zrori hy jin main bohat ziada shuffling ho yani jis main market volatile ho is main ap ko bohat kam time main earn ker sakty ho