jinha discuss karna jaruri hain kiun ki . discuss karne se humain bahut kuch pata chalta hain. jaise ki strategy main kya sudhar lana chahiye. yaaa fir kuch add karna hain yaa fir .. hum kuch galat kie hain to .. yeh sab discussion se hi pata chalta hain. dosto main to abhi ek strategy par kam to kar raha hun lekin.. jaise eurusd. ya fir gbpuse ke liye main ek strategy use karta hun to gbpjpy aur eurjpy ke alag strategy. use karta hun.
so alag alag currency ke liye main alag strategy use karta hun.. main motive to hain. ki profit kamana . aur kam se kam loss karna
bahut bar aisa hua hain ki .. gbpjpy ke liye jo strategy use karta hun.woh eurusd main achha result nahi deta.
aur kuch strategy hain .. jo sab pair ke liye best hain.