mai bhi forex mai ab tak bahut har chuka hu maine laga bagh yaha pe 500$ tak hare hai kyunki mai bahut bada leverage use karta tha lekin ab mai kafi achese trading karata hu yaha pe aur muje acha profit bhi milne laga hai yaha pe kyunki experiance se admi sikhta hai