mt4 mai bohot sai indicators hotay hain aur har indicator ka apna apna kaam hota hai in mai sai aik indicator hai jo alligator hai is ka forex trading mai bohot kaam hota hai aap is ki madad sai forex trading mai trade zaroor lgaya kro aap ko faida hoga