demo main siraf aap nhe balky sab loog mutamaen hain magr jab real main gus jaty hain to hamen loss hojata hain aur phir hanm hai hai karty hain bhi ye kia howa es leay kia kia jan acheye/........
---------- Post added 01-30-2016 at 09:21 AM ---------- Previous post was 01-29-2016 at 06:20 PM ----------
bhai agr koidemo main apna aik sragtry banaty hain aur us par demo main traning karty hain tu us result takreebaa 85 parsent sahe hota hain jab real main wo stragtry use kart hain to nakaaam kyu