Jab bhi ham log trades ko karte hain tab alag alag tarah ki news markets me aati rehti hai. Ham logon ko sab tarah ki news ko track karna hota hai jiske baad me hi hame pata chal sakta hai ki kis news ka hamare liye kya importance ho sakta hai aur kaise hame usko use karna hota hai.