maintu 24 hours main sirf 1 hour chart kay samny rehta hoon agar zaida der tak chart ko dekho tu tension hoti hai is liay main pending order lgata ho markete trend kay hisab say or phir soo jata...
Type: Posts; User: chand789 Total posts found:
* Only the account owner can search for likes
maintu 24 hours main sirf 1 hour chart kay samny rehta hoon agar zaida der tak chart ko dekho tu tension hoti hai is liay main pending order lgata ho markete trend kay hisab say or phir soo jata...
ye sahi baat hai jab tak aap haro gay nahi tu seekho gay nahi loss say experience aata hai or ye experience sab say zroory hai or ye tabi ata hai jab ham loose karty hain. main nay 8 time apna...
waisay tu kaafi pair hain jin pay kaam kar kay maza ata hain lekun mera favourit USDJPY hai is pay kaam karna mujay pasand hai. iskay trend ko main nay kaafi samja hai ye mujay buhat suit karata...
technical knowlege forex trading main buhat zroori hai. jitna zaida knowlege ho ga utnay hi earn karnay kay zaida chances hoon gay is liay technical knowlege pay buhat tawja daini chahy.is kay liay...
good money managment ye hai k aap achay waqat kay liay capital bcha kar rakho jab market clear ho jay k ab earn katrnay ka waqt hai tab aap kay pass zaida say zaida capital hona chay is liay normal...
mery khayal main student life main trading say earn karna buhat mushkil hai us life main insan emotional hata hai or jald earn karna chahta hai is liay loss kay chances zaida hain. lekun agar time ho...
nahi mera koi experience nahi hai remote trading ka mery khayal say tu manual trading hi best hai ho sakta hai remote bi acha kaam kray main try kar kay dekho ga lekun zaida loog trading manual hi...
emotions not allowed in trading.its very hard job with big experience please work hard to get some knowlege of trading and then try its not gambling its full time job with handy experience.so keep...
it is not hard work its very smart work mind work you can earn with your mind not your body clever people earn fast. get some knowlege ang try to earn with clever mind.also hardworking is our need...
app books say information lay saktay ho kaafi websites hain iskay ilawa online or courses hain forums hain un main signin ho kar aap traders kay experience say kaafi kuch learn kar saktay ho.kaafi...
trading main discipline buhat zroory hai aap merit pay kaam kro gay tu earn kro gay or agar sirf luck azmaao gay tu nakam ho jao gay or kuch bi earn nahi kar sko gay. is liay apnay jazbat pay qabo...
ye is lehaz say beter hai kinkay is main investment kam bi ho tu kaam chal jata hai, or experience say earn kar saktay hain kuch company bonus deti hain jis say ham investment kay bgair bi kaam kar...
main waja greeding hai jo nay aaty hain wo dinoon main rich honay ki koshish karty hain or loss uthaty hain is markete main zaida loss new comer hi uthaty hain greeding main waja hai knowledge kam...
ham tu apnay capital kay hisab say pips khail saktay hain 100 bi khail saktay hain agar capital strong hai apna capital zaida rakhnay ki try rakhni chahy ya phir volume small hona chahy phir zaida...
its true aap ko haqeeqt say nazrain nahi churani chahay or aik hi galti bar bar nahi karni chahy aik plan bna kar capital kay hisab say kam karna chahy agar galt khailo gay or luck azmao gay tu in...
nahi mera nahi khayal k jab big capital ho tabi trading ki jay ap apnay halat k mutabiq thori investment say bi trading kar sakty ho or usay big bna saktay ho. big capital k intzar main kaam band...
instaforex ka rate acha hai costomer service reply buhat fast hai is kay ilawa fixed spread hai sab say main cheez reward bonus hai jo hamain forum posting main milta hai ham bgair invest kiay apna...
new comers kay liay sab say best demo account hai 3 month tak demo account pay practice krain or phir kam start karain tu phir un kay liay asan rhay ga phir smal volume order lgain or result daikhain...
nay traders kay liay kafi mushkil hai trading ko samjna unhain kafi sabz bag dkhay jaty hain lekun real main ye itna asan nahi hai kafi struggle karni parti hai tab ja k result aty hain slow and...
yes its easy job for me and every one who experienced a little bit than try to made big amount of money to invest some hard cash its very easy to convert 100 into 1000 than you are experienced.but...
There are currently users online. members and guests
Threads:
Posts:
Member: