agar hum bina loss ke trading kar rahe hain to wo result humare liye kafi badiya ho sakta hain without loss humko to kamai nai ho sakti hain lekin agar hum kabhi kabhi trade karte hain aur wo bhi tab jab confirm signal mile to aise mein hum consistently earn kar sakte hain