Aap jo strategy bata rahen hai ye sirf assumption based trading hai aur main ye nahi samajhta k forex trading me koi bhi aisi strategy hai jissi aap 100% profit gain kar saktey hain kyun k aisa hota to ab tak har aadmi ussi strategy par kaam kar raha hota aur khoob kama raha hota. Mujhe lagta hai sirf assumption based trading karne se behtar hai k aap plan karke trade karen aur acha kamayen.