Agar ham logon ko apni trading ki theek tara hki samajh ho jayegi tab ham logon ke liye trades karna jyada mushkil nahi rehta hai aur is tarah se hamari trading me hame jyada success mil sakti hai. Bas hame trades me sab plan karna hoga jis se ham jyada baar entry na kar sake.