forex ke sab sy best software meta trader 4 hi hai I think trades wagira ke liye lekin agar humien analysis karna ho tu woh apny trading platform py ni karna chahiye yahan py gand nahi dalna chahiye balkey kisi website py charts open kar ke analysis karna chahiye