Main nay forex trading jab join kiya tha to itna idea nahi tha kay itna difficult hoga aor pehlay main apni khud ki sesreach kar lay tarding karta tha koi batane wala bhi nahi hota tha aor koi mashwara dena wala bhi nahi hota tha lakin ab main facebook per eak group join kiya hai jis main tarding say related disscusion hoti hai waisay to main kisi kay kehney per trading nahi karta lakin wo muje bohat tension deti hai.