bilkul yaha par kio nahe success ho sakty hain newbie jou yaha jitna hard work karta hai utna he is mai wo success ki taraf jata hai aysa nahe hai k sabhi yaha par gambling karty hain aur un ko loss hota ho yaha par best trader bhi hoty hain jou bilkul rules k sath he chalty hain jis ki waja sai un ki success hoti he hai..