han g main ne b ye observe kiya hai ke jo successful traders hain wo apni strategies share nae karte hain pata ni wo esa q karte hain ke kisi or ko fida na ho jaye share karne se but esa hargiz nae karna chaye knowledge share karne se barta hai or baqi ko fida hota hai.