depend karta hai market ki condition pe mai market ko analyze karta hun phor decide karta hun ki kya strategy use karni hai agar market 15-20pip k beech me upar niche karti rehti hai toh mai scalping use karta hun issey mujhe kai baar kafi faayda hota hai lekin dhayan rakhna chahiye ki new na release hone wali ho uss waqt jabb aap scalping kare..