Originally Posted by
janny
forex trading karne ke liye aapka fresh hona bahut jaruri hai agar aapka mind fresh hai to aap market mein concentrate karke kam karoge lekin agar aapko Mari market per constraint nahin kar sakte to market mein kam mat karo kyunki agar aap aisa karoge to aapka nuksan hoga aur aapka Sara capital nuksan mein Chala jaega isliye behtar hoga Kya agar market mein aapka dhyan nahin hai yah market ki samajh nahin a Rahi to aap market se nikal jao market mein kam karne ka aapko Koi fayda nahin hoga jab aap fresh Ho jaaye to again market mein a jao aur kam karo kyunki jab fresh mint insan hota hai to usko samajh jyada aati hai aur aapko market ki position ki samajh mein a jayegi aur samajh aane ke bad work karoge to aapko jyada acche results dekhne ko milenge isliye fresh hoga re humko kam karna chahie